Apps lock kaise kare Doston aajkal sabhi mobile use karte hai aur mobile mei apni jankari ko
protect kar ke rakhna kitna jaroori hai yah sabhi jante hai. Sabhi log apne
image videos aur bhi bahut sare cheezo ko hide karke rakhte hai.ise hide karke
rakhna bahut jaroori hai. Sabhi ko is tarah se apne mobile ki important chijo
ko protect rakhna chahiye.
Aaj ke apne is post mei mai bataunga ki kaise ham
apne android mobile ke apps ko lock karke rakh sakte hai. Ise hide karke rakhne
se koi open nahi kar pata hai.yah password se protect ho
jata hai.
[apne is post me maine apps lock karne ke sath-sath is applock application ke bare me bhi bataya hai jisse kya kya lock kar sakte hai aur ise kis prakar use kar sakte hai.]
[apne is post me maine apps lock karne ke sath-sath is applock application ke bare me bhi bataya hai jisse kya kya lock kar sakte hai aur ise kis prakar use kar sakte hai.]
App lock karne ka profit
Mein jaise
apni har post me uski profit share karta hu waise he is post me apps ko hide
karne ka profit kya hai yeh jaan lete hain.
➮Phone ko fatne se kaise bachaye
➮Smartphone camera ke 10 best use
➮Selfie lene ka best tarika must u read
➮Phone ko fatne se kaise bachaye
➮Smartphone camera ke 10 best use
➮Selfie lene ka best tarika must u read
App lock karne se bahut sare profit hote hain isse
hamari privacy to surakshit rehti hai saath saath aur bhi bahu kuch labh hote
hain
# apne
mobile mein mobile wallet app ko sign out karna bhul gaye hain.
Koi bhi jo pin dekh liya ho wallet se paise ka
transaction kar sakta hai yaa kuch wallet se idhar-udhar kar sakta hai. pin
number dekh liya ho paise ko apne khate mein dal sakta hai.lekin app ko lock karke rakhne se use koi kuch nahi kar
sakta hai. Iske password ko jab chahe badal sakte hai aur isse mobile wallets
apps ko hide karke rakh sakte hai.
# app lock karne ka best fayda yah hai ki hum apni
gallery ko lock karke rakh sakte hain. Gallery ko open karne se koi bhi hamare
gallery ke photos or video ko nahi dekh payenge. Hamare kuch personal images videos hote hain
jo surakshit rahti hai.
# mobile me bahut se apps rahte hai jisme hamara
gmail account login rehta hai use lock karke rakh sakte hain.
bahut sare google apps gmail, email, google drive,
mobile ki settings aur bhi bahut sare jisme hamara account banana hai. Use lock kar sakte hain.
Isme maine apps ko lock karne ke kuch simple profit
bataya hai. Agar aap aur bhi profit jante hai to hume comment mein share kar
sakte hain hai aur readers ko bta sakte hai.
Android Mobile Mein Applock Kaise Kare
Dosto android mobile main app lock karna bahut hi
aasan hai.iske liye aapko play store se ek software download karna hoga applock
android app
Jaisa niche image mein dikh rha hai is tarah ke app
aapko play store se download karna hoga. Aap use yha se bhi download kar sakte
hai.
Yah best applock for android hai. Jisse
fingerprint app lock bhi kar sakte hai.
· Is apps ko download karne ke baad
usse install kar lijiye install karne ke baad open kare.
· jab ise open karte hai to isme
password set karne ka option aata hai yha par aap koi bhi password set kar
sakte hain
Isme password ke roop mein agar aap ka mobile mai
fingerprint sensor hai tu aap isko app lock karne mein use bhi kar sakte hain
ya toh aap paittren lock laga sakte hain ya number lock laga sakte hain.
· password set karne ke baad aap apna email id dal dijiye jis se future mein
jab aap password bhul jaye tab aap apne gmail id login karke us password ko
recovery kar sakte hain.
· Email id dalne ke baad aapka app open ho jayega. Jab aap apps lock karte
hain tab user permit manta hai. Aap apne setting me jakar applock a user permit
ko on kar de uske baad aap koi bhi apps ko lock kar sakte hain.
setting mein
jayenge tab app lock main permit uses
access likha rahega use chalu kar de.
Jab koi apps lock karna hai to apps ko touch karke use
lock karde wah lock ho jayega.
Agar unlock karna hai to use fir se touch karke unlock
kar sakte hai.
App lock ki setting option
pe jakar aur bahut kuch setting kar sakte hain.
jaisa aap image mein dekh rahe hain.
isme aap apne is applock ke android application ko bhi hide kar sakte hai.
isme apne incoming call,private notification setting aur bhi bahut kuch kar sakte hai.
is tarah se is apps se apne android mobile ke koi bhi apps ko lock kar sakte hain.
Read Useful Post
➮Whatsapp me bold itelicaur crossline font kaise likhe
➮Android mobile me photo size kaise compress kare
➮Android ke best feature in hindi
➮Mobile me recycle bin kaise use kare
jaisa aap image mein dekh rahe hain.
isme aap apne is applock ke android application ko bhi hide kar sakte hai.
isme apne incoming call,private notification setting aur bhi bahut kuch kar sakte hai.
is tarah se is apps se apne android mobile ke koi bhi apps ko lock kar sakte hain.
Read Useful Post
➮Whatsapp me bold itelicaur crossline font kaise likhe
➮Android mobile me photo size kaise compress kare
➮Android ke best feature in hindi
➮Mobile me recycle bin kaise use kare
Conclusion-
Android user ke paas yah apps hona bahut zaroori
hai kyunki har koi apne mobile mein aaj wallet ka use karta hai aur kai prakar
ke banking feture ka use karta hai isliye apps lock kar ke rakhna chahiye.aisa
karke apne mobile ke data ko secure karke rakh sakte hai.sabhi data surchit
rahegi rahegi.
Doston main jo tarika bataya hai apps lock karne ka
usse aap badhiya tarike se apne android mobile ke koi bhi app ko lock kar sakte
hain.
Agar is
tarike se aap ko lock karne mein koi pareshani aa rahi hai aap mujhe comment
mein apne sawal pooch sakte hain. mera ye post aapko accha laga ho to ise social media mai jarur
share kare.
No comments:
Post a Comment